Sunday, June 11, 2006
aansu
Aasuon ko bahot samzaya, tanhayi main nikla kijiye,
Bhari mehfil mein aakey humara yuh mazak na banaiye,
Isper aasu tadap kar bole,
Mehfil main bhi aapko tanha paate hai, isliye aapke pass chale aate hai...
*********************************
Bhig jaati hai jo palke kabhi tanhai mein,
Darta hoon koi jaan na le,
Aur bhi darta hoon aise mein koi,
Meri aankhon mein tumhain pehchan na le
**********************************************