Sunday, June 11, 2006
dard bhare- unknown
kal kahan hounga main ye mujh ko khabar hi nahi
aaj khoon-e-dil ka har rang dikha doon tujhko
kya pata kal ka din mujhe kya bana jayega
aaj jee chahe tera jitna sata le mujhko.
------------------------------------------------------
Tanha chod kar bhi hanste ho, …kis kadar hamse nafrat karte ho
Kismat mein likhi saanso ka karz ada karna hai… varna… kis Jindagi ki baat karte ho