Sunday, June 11, 2006
Tum Bin - movie
Tum bin kya hai jeena.. kya nahi jeena..
tum bin kya hai jeena
Tum bin jiya jaye kaise..
kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hain rate
Sadiyon se lambe huye din
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
Fir shaam tanhaayee jaagi
Fir yaad tum aa rahe ho
Fir jaan nikalne lagi hai
Fir mujhko tadpa rahe ho ….2
Is dil mein yaadon ke mele hain
Tum bin hum bahut akaele hain
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya-kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye….2
Is dil se tufaan guzarte hain
Tum bin to jeete na marte hain
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
Tum bin jiya jaye kaise..
kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hain rate
Sadiyon se lambe huye din
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
tum bin kya hai jeena
Tum bin jiya jaye kaise..
kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hain rate
Sadiyon se lambe huye din
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
Fir shaam tanhaayee jaagi
Fir yaad tum aa rahe ho
Fir jaan nikalne lagi hai
Fir mujhko tadpa rahe ho ….2
Is dil mein yaadon ke mele hain
Tum bin hum bahut akaele hain
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
Kya kya na socha tha maine
Kya kya na sapne sajaaye
Kya-kya na chaaha tha dil ne
Kya kya na armaan jagaaye….2
Is dil se tufaan guzarte hain
Tum bin to jeete na marte hain
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
Tum bin jiya jaye kaise..
kaise jiya jaye tum bin
Sadiyon se lambi hain rate
Sadiyon se lambe huye din
Aa jaao lauTkar tum
Yeh dil kah raha hai ……….2
