Sunday, October 07, 2007
kah bhi na sake
Home: http://tanhashayar.blogspot.com/
unse hame kitni mohabbat hai, kabhi dhang se kah bhi na sake.
kahte the ki saath nahi gawara, ab do pal door unse rah bhi na sake
wo gaafil yaadein aur wo massom baate, bas yahi ahal-e-dil hai "Tanha"
zindagi pal pal kam ho rahi hai, ham ye dard-e-zudaayi sah bhi na sake
Pankaj Gupta "Tanha"